Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa
neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya lara lara lala la lala lara lara lala lara la hoo neela aasmaan so gaya hooooo hooooo oss barse raat bheege honth tharraayen dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paayen hawaa kaa geet madham hai hawaa kaa geet madham hai samay ki chaal bhi kam hai neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya hooooo meri baahon mein sharmaate lajaate aise tum aayin ke jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaaye ye tanhaayi ye main aur tum ye tanhaayi ye main aur tum zamin bhi ho gayi gum sum neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya lara lara lala la lala lara lara lala lara la hoo neela aasmaan so gaya
neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi jo guzre hum pe wo kam hai tumhaare ghum ka mausam hai neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa hooo yaad ki waadi mein goonje beete afsaane yaad ki waadi mein goonje beete afsaane humsafar jo kal the ab thehre wo begaane mohabbat aaj pyaasi hai badi gehri udaasi hai neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa
wo hai badi kamseen wo hai badi charming lagta hai logo wo hai meri darling neela dupatta peela suit kahaan chali tu dil ko loot dil mein tere haan hain haan hain honto par naa naa hai jhooth ye ladki ka haq hai ladkon se wo jaaye rutt ke ladke phir aayenge peechhe pehan ke suit boot neela dupatta peela suit chali chali main dil ko loot har ladka meri nazar mein meri jooti mera boot ye ladki ka haq hai ladko se wo jaaye ruth ke ladke phir aayenge peechhe pehan ke suit boot wo hai badi kamseen wo hai badi charming lagta hai logo wo hai meri darling janeman chali kahaan chali mujhe chhod ke rakh diya dil mera haaye tune tod ke toota phoota dil tera raste ki cheez hai ladki ko chhedta hai bada badtmeez hai thodi si chaalak hai thodi masoom hai uska deewana hoon main use maloom hai neela dupatta peela suit kahaan chali tu dil ko loot dil mein tere haan hain haan hain honto par naa naa hai jhooth ye ladki ka haq hai ladkon se wo jaaye rutt ke ladke phir aayenge peechhe
neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani apni adaaon ki masti mein choor hain sabse ye milte hain par sabse door hain neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani zindadilon ki ye hai zindaganiyaan kehte hain ye dhadkano ki kahaaniyaa neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani inn se jo milna hai duniyaa ko bhool jaa dharti pe reh ke sitaaron pe jhool jaa neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina
neele ambar ke tale do yahan saathi mile chhalke chhalke armaan mil ke le kar basaane ghar chale neele ambar ke tale har ghadi bin raina chain ab aaye na mann kahe mera saathi ab kahin jaye na ye milan mein khoyi ab na shaam dhale neele ambar ke tale zindagi mein aise din kabhi aate hain rasmon ke bandhan mein meet bandh jaate hain phir mehak uthte hain tan ke phool khile neele ambar ke tale do yahan saathi mile chhalke chhalke armaan mil ke le kar basaane ghar chale neele ambar ke tale
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la
neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye hamko tarsaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye hamko tarsaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye hamko tarsaaye hooo unche unche parvat jab choomte hain ambar ko pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko unche unche parvat jab choomte hain ambar ko pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko pyaar se kasne ko bahon mein basne ko dil mera lalchaaye koi to aa jaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye hamko tarsaaye ho thande thande jhonke jab baalon ko sehlaayen tapti tapti kirnein jab gaalon ko chhoo jaayen thande thande jhonke jab baalon ko sehlaayen tapti tapti kirnein jab gaalon ko chhoo jaayen sanson ki garmi ko haathon ki narmi ko mera man tarsaaye koi to chhoo
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki
ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku are heyyy hey hey kukudi ku ku ku kuk re neeli aasmaani chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku heyyy hey hey re neeli aasmaani chhattri chhattri ka udan khatola dole to laage hindola chhattri ka udan khatola dole to laage hindola udde kabhi bhaage kabhi bhaage kabhi daude kabhi samjhe na maage chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ambar ka tukda toda lakdi ka hathaa joda haath mein apna aasmaan hai re chhattri le ke chalti hoon memon jaisi lagti hoon goron ka dil beimaan hai re khoonti kabhi laathi kabhi laathi kabhi chhadi kabhi khoonti kabhi laathi kabhi laathi kabhi chhadi kabhi baarish hai daali chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk
oo ooo neeli neeli ankhiyon mein doobi doobi jaaun main doobi doobi jaaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kaali kaali zulfon mein khoya khoya jaaun main khoya khoya jaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun kahaan hai kinaara kachhu samajh na paaun gore gore mukhde pe kaali lat latke oo ooo ooo gore gore mukhde pe kaali lat latke jaise koi naganiya soyi ho simat ke piya mori zulfon mein jiya tora atke hoo hoo hoo haye haye piya mori zulfon mein jiya tora atke aisa uljha kaise jaoge palat ke aisa uljha kaise jaoge palat ke pyaar ka ye bandhan main kaahe ko chhudaun main kaahe ko chhudaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun tu jo mili swarg mila kaise thukraaun dekh tera mukhda rang uda darpan ka oo ooo ooo dekh tera mukhda rang uda darpan ka toot pada dharti pe chanda gagan ka chaand gira charnon mein pyaasa milan ka hoo hoo hoo hoye hoye chaand gira charnon mein pyaasa milan ka kab se deewana tha piya ki
neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata mausam deewana behka zamaana saawan ki mauj mein do dil akele hain teri nigaahein aa haa haa meri nigaahein aa haa haa dono sharaabi hain masti ke mele hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata palkon se chhal ke aa haa haa gaalo pe dhal ke aa haa haa saawan ki bundo mein chanchal ishaare hain samjho ishaara de do sahaara tum bhi hamaare ho hum bhi tumhaare hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata laharon ka aanchal saahil pe dole barakha ki raani bhi zulfon ko khole hai laharon mein kho jaa aa
neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai hai re hai re neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari re raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari izzz aa haa izzz aa haa aag laga barsaaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai uuuuu haaa aaaa aa dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi izzz aa haa izzz aa haa
neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi are din dahaade are din dahaade chori kare raat bhar jagaaye daaka daale teri bansi ho neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein chupke kabhi le jaaungi teri bansi chhupa ke aanchal mein kaahe shaam dhale kaahe shaam dhale kadam tale mujhko bulaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai deewani main naa jaani tu kaahe panghat pe aaya karta hai mohe laaj aaye mohe laaj aaye haaye nahin baat kahi jaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho jaata hai bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho
neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare lehron ki lehron ki godi mein jaise aankh michauli khelen taare aankh michauli khelen taare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do dekhte hain bechain bechaare nain tumhaare neer humaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare ma ma pa dha ni sa ni sa dha ni pa re ga pa ga sa ma ga ma pa ma pa dha pa ma ni re ni sa pa ga re re sa sa re sa ni sa pa dha pa sa re ga pa dha sa re re pa ra sa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye donon hain badnaam bechaare zakhm humaare teer tumhaare neend humaari khwaab tumhaare kitne
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap
ye raat kitni tamanna saath laayi hai gazab khuda ka sitamgar ko neend aayi hai neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri maine kiya in zulfon ka saaya tere liye aankhon mein kaajal lagaaya dil ne dhadak ke di aawaazein tujhe nahin aana tha tu nahin aaya meri aankhon ke kaajal ko meri aankhon ke kaajal ko ashq hain dhone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri maine ki hain jafaayen mujhse kyun hon wafaayen lag gayi mujhko mere pyaar ki badduayen tu wafaa karta hum to the tu wafaa karta hum to the bewafaa hone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri koi tujhpe tohmat dharne nahin di dil ko shikaayat karne nahin di kar liya dil ka khoon bhi humne aankh sitamgar bharne nahin di aaj lekin na maanenge aaj lekin na maanenge royenge rone waale neend udd jaaye teri chain se sone
neend udegi teri chain udega neend udegi teri chain udega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega tujhe kuchh na milega yun dil lagaane se pehle daro na ji husn walon pe tohmat bharo na ye husn jis pe meharbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga pyaar ki rut mein jo pyaar na karega pyaar ki rut mein jo pyaar na karega wo kya jiyega usse kuchh na milega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge lutne ki lazzat lute wahi jaane lutne ki lazzat lute wahi jaane anjaam sochen na aashiq deewane anjaam sochen na aashiq deewane mit ke haseenon pe kuchh to jiyega mit ke haseenon pe kuchh to jiyega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega meethi meethi baaton mein tu jo fansega meethi meethi baaton mein tu jo fansega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

Neela Aasmaan So Gaya Silsila (1981) 05:03 12116
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:03   Song Number : 12116   

Neela Aasmaan So Gayaa (Female) Silsila (1981) 05:22 12119
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:22   Song Number : 12119   

Neela Dupatta Hameshaa (1997) 06:25 18778
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kajol, Laxmikant Berde
Duration : 06:25   Song Number : 18778   

Neele Aasmaani Mr & Mrs 55 (1955) 04:46 13780
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 04:46   Song Number : 13780   

Neele Ambar Ke Tale Safed Jhooth (1977) 03:15 14107
 
Poster of Safed Jhooth (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 03:15   Song Number : 14107   

Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 03:29 21037
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 21037   

Neele Neele Ambar Par Kalakaar (1983) 05:24 40100
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Shri Devi
Duration : 05:24   Song Number : 40100   

Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 03:13 32048
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 32048   

Neeli Aasmaani Chhattri The Blue Umbrella (2007) 03:58 17579
 
Poster of The Blue Umbrella (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Upagna Pandya
On Screen Actors- 
Pankaj Kapoor, Shreya Sharma
Duration : 03:58   Song Number : 17579   

Neeli Ankhiyon Mein Doobi Doobi Naag Mohini (1963) 03:52 38106
 
Poster of Naag Mohini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:52   Song Number : 38106   

Neeli Neeli Ghata Hum Hindustani (1960) 05:22 19229
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K Manohar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:22   Song Number : 19229   

Neend Churaa Ke Raaton Shareef Badmaash (1973) 04:57 21038
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:57   Song Number : 21038   

Neend Churaaye Chain Anuraag (1972) 04:28 12721
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:28   Song Number : 12721   

Neend Hamari Nai Kahani (1943) 03:00 14178
 
Poster of Nai Kahani (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
G M Durrani
Duration : 03:00   Song Number : 14178   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   

Neend Udd Jaaye Teri Juari (1968) 04:58 38759
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Tanuja
Duration : 04:58   Song Number : 38759   

Neend Udegi Teri Ram Bharose (1977) 05:24 38110
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 05:24   Song Number : 38110